Zarb-e-Kaleem: 39
Qalander Ki Pehchaan
The Recongnition OF Qalander
Kehta Hai Zamane Se Ye Darvesh-e-Jawan
Mard
Jata Hai Jidhar Banda-e-Haq Ti Bhi Udhar Ja
A Darvesh Blood Proclaims with main and Might
Hangama Hain Mera Tera Taqat Se Zaida
Bachta Huwa Bunigah-e-Qalander Se Guzar Ja
Beyond your might and nerves my tumults lie
With cuation great by Qalanders dwellinh hie
Main Kashti-o-Mallah Ka Mauhtaj Na Hun Ga
Charhta Huwa Darya Hai Agar Tu To Utar Ja
The help of skiff and guide i don't need
If you are swollen brook come down with speed
Torha Nahi Jadoo Meri Takbeer Na Tear?
Hai Tujh Mein Mukar Jana Ki Jurrat To Mukar Ja
Has not my takbir broken your charm
Revoke if show of courage does not harm
Mehe-O-Mah-O-Anjum ka Mahasib Hai Qalander
Ayyam ka Markab Nahi Rakib Hai Qalander
A dervish holds the ruins of timelike steed
He brings sun moon and stars to book with speed
馃帳Recited by Muhammad Hamza
poetry of Allama Iqbal
0 Comments